0% found this document useful (0 votes)
20K views9 pages

Hindi Lyrics

The song is a romantic duet expressing the love between a male and female singer. The male singer urges the female to come to him, professing his love for her and saying she is the light of his life. The female singer responds that she too loves him and thinks of him constantly. They both pledge to never deny or refuse their love for one another.

Uploaded by

shamimah
Copyright
© Attribution Non-Commercial (BY-NC)
Available Formats
Download as DOC, PDF, TXT or read online on Scribd
Download as doc, pdf, or txt
0% found this document useful (0 votes)
20K views9 pages

Hindi Lyrics

The song is a romantic duet expressing the love between a male and female singer. The male singer urges the female to come to him, professing his love for her and saying she is the light of his life. The female singer responds that she too loves him and thinks of him constantly. They both pledge to never deny or refuse their love for one another.

Uploaded by

shamimah
Copyright
© Attribution Non-Commercial (BY-NC)
Available Formats
Download as DOC, PDF, TXT or read online on Scribd
Download as doc, pdf, or txt
Download as doc, pdf, or txt
You are on page 1/ 9

KABHI KHUSHI KABHI GHAM --MALE-(Suraj hua maddham, chaand jalne laga Aasmaan yeh haay kyoon pighalne

laga) - 2 Main thehra raha, zameen chalne lagi Dhadka yeh dil, saans thamne lagi Oh, kya yeh mera pehla pehla pyaar hai Sajna, kya yeh mera pehla pehla pyaar hai --FEMALE-Ho oh oh, oh oh oh oh oh, aa aa aa aa aa aa aaaaaa Suraj hua maddham, chaand jalne laga Aasmaan yeh haai kyoon pighalne laga Main thehri rahi, zameen chalne lagi Dhadka yeh dil, saans thamne lagi Haan, kya yeh mera pehla pehla pyaar hai Sajnaaa, kya yeh mera pehla pehla pyaar hai --MALE-Hai khoobsurat yeh pal, sab kuch raha hai badal Sapne haqeeqat mein jo dhal rahe hai Kya sadiyon se puraana hai rishtaa yeh hamaara Ke jis tarha tumse hum mil rahe hai --FEMALE-Yunhi rahe har dam pyaar ka mausam Yunhi milo humse tum janam janam --MALE-Main thehra raha, zameen chalne lagi --FEMALE-(La la la, la la la, la la la) --MALE-Dhadka yeh dil, saans thamne lagi

--FEMALE-Haan, kya yeh mera pehla pehla pyaar hai Sajna, kya yeh mera pehla pehla pyaar hai Tere hi rang se yun main to rangeen hoon sanam Paake tujhe khud se hi kho rahi hoon sanam O maahiya, ve tere ishq mein Haan doobke paar main ho rahi hoon sanam --MALE-Saagar hua pyaasa, raat jagne lagi Sholo ke dil mein bhi aag jalne lagi --FEMALE-Main thehri lagi, zameen chalne lagi Dhadka yeh dil, saans thamne lagi --MALE-Kya yeh mera pehla pehla pyaar hai --FEMALE-Sajna --BOTH-Kya yeh mera pehla pehla pyaar hai --MALE-Suraj hua maddham --BOTH-Chaand jalne laga --MALE-Aasmaan yeh haai --BOTH-Kyoon pighalne laga --MALE-Sajna, kya yeh mera pehla pehla pyaar hai

Yaadon ki baraat --FEMALE-Chura liya hai tumne jo dil ko Nazar nahin churaana sanam Badalke meri tum zindagaani Kahin badal na jaana sanam Oh, le liya dil, oh haai mera dil Haai dil lekar mujhko na behlaana Chura liya hai tumne jo dil ko Nazar nahin churaana sanam Badalke meri tum zindagaani Kahin badal na jaana sanam (Bahaar banke aaoon kabhi tumhaari duniya mein Guzar na jaaye yeh din kahin isi tamanna mein) - 2 Tum mere ho, ho tum mere ho Aaj tum itna vaada karte jaana Chura liya Chura liya hai tumne jo dil ko Nazar nahin churaana sanam Badalke meri tum zindagaani Kahin badal na jaana sanam --MALE-Ho, sajaaoonga lutkar bhi tere badan ki daali ko Lahoo jigar ka doonga haseen labon ki laali ko Sajaaoonga lutkar bhi tere badan ki daali ko Lahoo jigar ka doonga haseen labon ki laali ko Hai vafa kya is jahaan ko Ek din dikhla doonga main deewana Chura liya Chura liya hai tumne jo dil ko Nazar nahin churaana sanam Badalke meri tum zindagaani Kahin badal na jaana sanam Le liya dil, haai mera dil Haai dil lekar mujhko na behlaana Chura liya hai tumne jo dil ko Nazar nahin churaana sanam Hm hm hm hm, hm hm hm hm - 2

--FEMALE-La, la la la la la, la la la la la la la La, la la la la, la la la la la Tu tu hai vohi dil ne jisse apna kaha Tu hai jahan main hoon vahan Ab to yeh jeena tere bin hai saza O mil jaaye is tarah, do lehre jis tarah - 2 Phir ho na judaa, haan yeh vaada raha La la la la la, la la la la la Main aawaaz hoon to tu hai geet mera - 2 Jahan se niraala manmeet mera Mil jaaye is tarah, do lehre jis tarah O mil jaaye is tarah, do lehre jis tarah Phir ho na judaa, haan yeh vaada raha Tu tu hai vohi dil ne jisse apna kaha Tu hai jahan main hoon vahan Ab to yeh jeena tere bin hai saza --MALE-Kisi mod pe bhi na yeh saath toote Mere haath se tera daaman na chhoote --FEMALE-La la, la la la, la la la Kabhi khwaab mein bhi tu mujhse na roothe Mere pyaar ki koi khushiyaan na loote --MALE-Mil jaaye is tarah, do lehre jis tarah O mil jaaye is tarah, do lehre jis tarah Phir ho na judaa, haan yeh vaada raha Tu tu hai vohi dil ne jisse apna kaha Tu hai jahan main hoon vahan Ab to yeh jeena tere bin hai saza --FEMALE-Tujhe main jahan ki nazar se chura loon Kahin dil ke kone mein tujhko chhupa loon --MALE-Kabhi zindagi mein pade mushkilein to

Mujhe tu sambha le, tujhe main sambha loon --FEMALE-O mil jaaye is tarah, do lehre jis tarah - 2 Phir ho na judaa, haan yeh vaada raha --BOTH-Tu tu hai vohi dil ne jisse apna kaha Tu hai jahan main hoon vahan Ab to yeh jeena tere bin hai saza O la la la la la la, la la la la la la la la Phir ho na judaa, haan yeh vaada raha --FEMALE-Yeh vaada raha

TEESRI MANZIL : ASHA BHOSLE O mere sona re sona re sona re, De dungi jaan juda mat hona re, Maine tujhe zara der mein jana, Huaa kusoor khafaa mat hona re (2)

O mere sona re sona re sona

O meri bahon se nikal ke, Tu agar mere raste se hat jayega, To laharaake, ho balkhake, Mera saaya tere tan se lipat jayega, Chod ate hain kab ye armaan Ki main bhii saath rahungi rahoge jahan,

O mere sona re sona re sona.

O miya hamse na chipao Vo banaavat ki sari adayen liye, Ki tum ispe ho itharaten, Ki main pichhe hun sau iltizaan liye

Ji main khush hu mere sona Jhooth hai kya, sach kahon naa Ki main bhi saath rahungi rahoge jahan,

O mere sona re sona re sona.

O phir hamse na ulajh na Nahin laat aur uljhan mein pad jayegi, O pachataogi kuch aise Ki ye suraki labon ki utar jayegi, Ye sazaa tum bhool najana Pyar ko thokar mat lagaana, Ki chala jaunga phir main najaane kahan

O mere sona re sona re sona.

TEESRI MANZIL --MALE-(Aaja aaja main hoon pyaar tera Allah allah inkaar tera, oh O aaja a-a-aaja, a-a-a-aaja a-a-aaja A-a-a-aaja a-a-aaja, a-a-a-aaja a-a-aah) - 2 Oh, tum pe hazaaron ki aankhen Chaahiye tumko sahaara, oh Palkon main aao chhupa loon Naazuk tan hai tumhaara, oh O aaja a-a-aaja, a-a-a-aaja a-a-aaja A-a-a-aaja a-a-aaja, a-a-a-aaja a-a-aah Aaja aaja main hoon pyaar tera Allah allah inkaar tera, oh O aaja a-a-aaja, a-a-a-aaja a-a-aaja A-a-a-aaja a-a-aaja, a-a-a-aaja a-a-aah --FEMALE-Oh, mera khayaal tujhe hai Maine abhi yehi jaana, ho Sachcha hai pyaar ke jhootha Yeh hai mujhe aazmaana, oh O aaja a-a-aaja, a-a-a-aaja a-a-aaja A-a-a-aaja a-a-aaja, a-a-a-aaja a-a-aah Aaja aaja dekho pyaar tera Allah allah inkaar tera, oh O aaja a-a-aaja, a-a-a-aaja a-a-aaja A-a-a-aaja a-a-aaja, a-a-a-aaja a-a-aah --MALE-Oh, rakhna tha dil pe hamaare Haath chhudaake chali ho --FEMALE-Oh, ji haan zara yeh bhi kahiye Aag lagaake chali ho, oh O aaja a-a-aaja, a-a-a-aaja a-a-aaja A-a-a-aaja a-a-aaja, a-a-a-aaja a-a-aah --MALE-Aaja aaja main hoon pyaar tera

Allah allah inkaar tera, oh --BOTH-O aaja a-a-aaja, a-a-a-aaja a-a-aaja A-a-a-aaja a-a-aaja, a-a-a-aaja a-a-aah

You might also like